收聽Shankar Ehsaan Loy的Kabhi Alvida Naa Kehna歌詞歌曲

Kabhi Alvida Naa Kehna

Shankar Ehsaan Loy, Sonu Nigam, Alka Yagnik2010年1月5日

Kabhi Alvida Naa Kehna 歌詞

Kabhi Alvida Naa Kehna - Shankar Ehsaan Loy/Sonu Nigam (蘇努·尼甘)/Alka Yagnik

Tum ko bhi hai khabar

 

Mujhko bhi hai pata

 

Ho raha hai judaa

 

Dono ka raasta

 

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Tum ko bhi hai khabar

 

Mujhko bhi hai pata

 

Ho raha hai judaa

 

Dono ka raasta

 

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Jitni thi khushiyaa

 

Sab kho chuki hai

 

Bas ek gham hai ki jaata nahi

 

Samjha ke dekha behla ke dekha

 

Dil hai ki chain isko aata nahi aata nahi

 

Aarzoo hai ki hai angarai

 

Aag hai kab aankhon se behna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehnan

 

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai

 

Dard ka mausam badla nahi

 

Rang yeh halka itna hai gehra

 

Sadiyon main hoga halka nahi

 

Halka nahi

 

Kaun jaane kya hona hai

 

Hum ko hai ab kya kya sehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Tum ko bhi hai khabar

 

Mujhko bhi hai pata

 

Ho raha hai judaa

 

Dono ka raasta

 

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

Kabhi alvida na kehna

 

 

Kabhi alvida na kehna